1 wakeel k baytay ko us ke ammi nay thapper mara to beta baap k pass gaya or bola…’
Ammi nay mjhay mara hai..
to baap nay usay 1 or thaper mara or kaha…
Wakeel kay betay ho kar tmhay itna nahi pata kay Supreme Court ki Appeal High court may Nahi hoti…