Re: vo des hy ya perdes
ahaaN…sachchii?
vaise, qadmoN meN nahiiN…aaGhosh meN…aajkal aaGhosh nasheenii kaa fashion-e-aam hai…har kisii kii aaGhosh meN kuchh hotaa hai…ya’nii…aaGhosh-nashiiN=laptop! ![]()
**
ab dekhte haiN k maHboob ke qadmoN meN maHbooba hotii hai yaa maHbooba ke qadmoN meN maHboob!** ![]()
haN…aur, nazraana [hadiya] bhii saath laanaa na bhoolnaa! ![]()
jii nahiiN, abhii vahiiN kii vahiiN hai…Pakistan Railway kii taraH abhii usii Bhawaanii Junction par khaRii hai…majaal hai k Tass se mass ho jaaye! ![]()
kaash k yeh Khawaateen apne Khaawand ke sath ‘chaar-deevaarii’ ke andar baiTh kar qissa-e-chahaar darvai’sh suntii, dekhtii aur paRhtiiN!
![]()
magar mere nazdeek, chaadar poTlii baandhne ke aur deevaareN Gheebat karne ke liye rah gaii haiN!** [Gheebat-kada]**
![]()