mein ney kia kaha :halo:
uss ka GS nahin chal raha tha
Re: Venting Session
aapne khud to kaha bhago re :P
Re: Venting Session
mz larka hain....
sunny larka hai...
mai larki ho
hope tat clears it sunny :p
Woh tau pichlay kuch dinon say nahin chal raha . . pehlay tau waisay he . . .
main nain kab kaha :aq:
![]()
acha :aq:
Reason please . . ![]()
Re: Venting Session
eyyyyyyyyyyyyyy sunny itna funny kya hai ?? teri prb kya hai re???![]()
Re: Venting Session
So kia chal rahay hay . . .
kya kha rahay ho thappad ya parathay
Re: Venting Session
Abhi tau roza hay . . so kuch nahin kha rahay . . .
Re: Venting Session
@aisha .... bahgoray ... aur bhago re mein fark hai
@MZ .... pankha chal raha hai
@r4m ...... roza hai .... kuch nahin kha raha
Pankha Chalnain say itni hansi kion aa rahi hay ![]()
Re: Venting Session
kya farrak hai dono mujhe batayain abhi!!!!
Bhaghoray = trators . . Bhaag janain walay . . .
![]()
Re: Venting Session
oh acha ab samajh mai ayi mujhe.. as in bagawat karne wale??? :S
Re: Venting Session
Ab Bhagwat kia hota hay yeh mujhay maloom nahin :p
Re: Venting Session
bagawat lol .... its a word!! yaaani koyi burri cheez hosakti hai lol.. exactly meaning nahi araha:p
Re: Venting Session
Urdu ka word tau nahin hay . . .