Re: Valima Ceremony - Dania and redidentity
i cant make it
i m too busy ![]()
Re: Valima Ceremony - Dania and redidentity
i cant make it
i m too busy ![]()
![]()
tum ko aana hoga ![]()
Re: Valima Ceremony - Dania and redidentity
main mehmanon ki baat nai kar rahi:smack:mujy to apni dadi bhabhi ko tayar karna tha:teary2: me naraz:naraz:
*Mein larkiyoon ki side chala jata ... lekin interestingly ..... larkoon ki side larkiyaan ziada hain *
lolx.. bako mat..
Re: Valima Ceremony - Dania and redidentity
*kal T20 ka match hai ....... mey bhi nahin araha ...
*
itni budhi tau nai hui abhi wo. ![]()
acha sholly na.. aap aaker dadi bhabhi ko mehndi laga dena ![]()
Re: Valima Ceremony - Dania and redidentity
fine ![]()
i m coming ![]()
tum pahlay haan kardetay tou aaj valima humara ho raha hota ![]()
sahi salamat humain hall main jana hai.. risk nahi lena.. ![]()
hahaha.. unlucky day..lucky hogaya.. ![]()
Re: Valima Ceremony - Dania and redidentity
wo budhi nai lekin phir bhi mere dada bhai ki patni hai is liye meri dadi bhabhi hoi na:snooty:
*kal T20 ka match hai ....... mey bhi nahin araha ... *
abay.. mufta hai.. chhortay nahi :p
abay.. mufta hai.. chhortay nahi :p
pack kerwakey bhijwadena ;)
:)theek hai. main rang main bhang nai dalna chahti is liye maan jati hoon.
daniaaaaaaa mubarak ho:hugz:
Re: Valima Ceremony - Dania and redidentity
rediiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii mujhay sadaf dadi bol rahee hai ![]()
Re: Valima Ceremony - Dania and redidentity
sadaf kal zarur aana :p
dania tum meri dadi bhabhi ho to dadi to bolon gi nainnocent si shakal banaing
theek hai dada bhai. ap dadi bhabhi ko samajhain na
uffo.. pareshan na ho.. aap ko wo didi bol rahee thee.. to dadi nikal gaya ![]()
jhooot… main ne dadi hi kaha tha
Re: Valima Ceremony - Dania and redidentity
rabika abhi tum apni list sambhaal kar rakho..jab hum waapis aaingay tou order karwa daingay.. :p