yeh app meri taraf se hi rakhlen kia pata agay jake app ke yeh kaam aajaye app ka gift app ko hi mobarak ho waise bhi bechara app ke bagair nahi reh sake ga kyun ke janwar ko janwar ki hi zarorat hogi na abb larkiyun (insaano) ki zabaan tou samjhe ga hi nahi tou behtar hai app hi rakh len
arr arr arey yeh kia NIMMI app ney to bicharey janwar key saath saath is masoom gadhey ki bhi insult kardi, us bichaarey ka kia kasoor tha :)
waisey dekha jai to janwar ney perfect gift dia hey, aaj kal ki larkiaan waisey bhi bilkul masoom aur seeday saadhey larkey pasand karti hein jo is gadhey ki taran aap logon ki baat maaney. aur saari zindagi boj utahey phirey :)
[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *
main tou jahaz main beth kar gayee thee :D
[/QUOTE]
acha yeah pata nahi tha kay canada mai donkey ko jahaz boltay hai :p
or Nimmi === zeeyada nahi hansooo manay tumharay leyah bhi intazam kiya howa hai ... thoray din bad tumhari sawari tum ko ghar par lenay yeah GS kay is thread par lenay aajaie ge tum ko :p
nahi donkeyyard bhaj raha ho … jis par saawri kar kay or sawar ho kar donkey par zolam nahi karna… ho sakay tu donkey ke jhaga khud ban jaoo or donkey ko waha betha do jaha khud beth rahe thi , shukreya.