yaar asal main baat yon hai ke.. Canada main zayada tar dish connections illegal hain… wo sub USA dish network say signal laitay hain or phir 2 number ka reciever laga kar channels dekhtay hain… wo reciever bund hota hai jab dish network wala us par block signal bhejte hain… ishe liye wo bund ho jata hai.. phir wo bunda aata hai laptop le kar or phir wo receiver main updated software dalta hai or phir receiver theek ho jata hai.. agar theek wala lain gee canadian dish .. wo kabhi bund nahin ho gaa.. except in da bad weather. get it now.
ahan…achaa tell me jitanai channels abhi iss mai attai hai utanai hi aain gai like DISNEY ,HBO,TNT,etc???why ppl use illegal one kiya doosarai kafi expensive hootai hain???jiss teraan humai nahi pata tha we paid 600$ to him to install the dish.
nahin naa .. yeh he to masla hai.. ab ko sub channels to mil jayain gee lakin monthly bill $100 tak ka ho gaa full package kay saath.... lakin koi prb nahi hoge ap ko :)
waisaY tau maiN naY bhee Clifton, karachi kaa Play Land dekhaa huaa thaa:D .. baad maiN cozy water aur sindbaad aur pataa neheeN kiya kiyaa allam ballam aa gaye wahaaN par.
kiyaa cheez par yaad aayaa:
Hus’n waaloN ko khabar kiyaa
Bay Khudi kiyaaa cheez hai
Shoaib: water park??? abaY… rides maiN beThaa kar… last septemebr, I took medusa, king da ka, superman [not the Gay], batman.. aur pataa naheeN kaun kaun see rides :rotato:
abay yar us main to baith baith kar main thak chuka hoon.. ab boring lagteen hain lakin rides bohat lash pash hain… abhi wooden rollercoaster nahi open hoee.. bohat jaldi ho jaye gee.. phir us par bhethain gee.. ..bachoon wali lagti hai.. lakin king da ka to abhi tak bund pari hai.. shukar hai last yr khuli thee .. mazaa a agya tha
waisai tell u guys i am scared of these rides..my 4 yrs old kid is not but i am ..abhi bhi in wonderland i took the pictures my hubby and bacha was enjoying the rides:hehe:…abb hasna nah laikin mai nai bachoon wali saree rides leen..like dhora swans,tea cups,frizzy car…