uttho sone walo

Re: uttho sone walo

mein aa gaii wapis ab neend nahi aa rahi socha kaam hi ker liya jaye:)

Re: uttho sone walo

ok ok ..

ham samjhay hamaari haank sun kar neend bhaag gayi ke aye-kalmooha kon hay..

Re: uttho sone walo

haan haank suni to thi magar kalmoah nahi zuban nahi kharab kerti achi bachi hoon naa bachoon ko train kerna hia naa:)

Re: uttho sone walo

umer kia hay ?

Re: uttho sone walo

matlab mujhe samjh nhi ayaa khaatoon hoon umer nahi poocha kerte:) mom of 2. 2 bachoon ki amma hoon naam nahi parha kiya