Uss nay jootay say ik roz jo pazeeraie kee!

lagtaa hay aap kee wajah say Cafe` say yahan transfer huvaa hay abb yeh:D

best hee ho gayaa:k: nahin?:wink:

lolzz gadha tum bhi na kia kehna tumhara jawab nahin !!

main bhee na kiaa jee:blush:?
:bummer:

ch ch ch.. Parveen sahiba qabar main karwuttain lay rahi hoon gi.. :frowning:

Waisey, aapas ki baat hai.. aap ney is poem ka tiya paancha acha kiya hai.. :k::k: keep it up :wink:

[QUOTE]
*Originally posted by Gadha: *
Old but Gold.. Parveen Shakir kee rooh say ma’azrat kay saath:

[list]

Uss nay jootay say ik roz jo pazeeraie kee:blush:
Dil main hasrat na rahi shanaasaaie kee:hula:

Cheen-O-Japan kee jangoun ka mazaa aataa hay:kaboom::crying:
Jub zubaan chalti hay anthakk meri hamsaaie kee:bukbuk:

Hosh main aatay hee chal daita hay sokan kee taraf
Buss yehi baat buri hay meri harjaaie kee!!!

Main nay becha thaa parrosi ka churaa kar teetar!
Fees School main mujhay dainee thee Bhai kee!

Buss yehi kuch hay yahaan ahl-e-siyaasat ka tareeq!!:bummer:
Fatiha daada kee, dukaan hay halwaaie kee!

:nono: buree bat Gadha bhai dada ka Fatiha ghar main do .. warna dada jii naraz ho gay to ap co insan banaa dayin gay

gadhu keb ke the jotei sei pazerai :hehe:

:crying::crying:
ghaday tumhein koi aur shair nahi mila tha :smash::hoonh:

jootay say lagtaa hay khoob pazeeraai huee thee:D

:D

dil to chah raha hai ke is harkat par aap ki aisi ‘masehaai’ karoon ke maseeh hazrat bhi yaad rakhein! :hehe:

Bauhat khoob! :k:

Re: Uss nay jootay say ik roz jo pazeeraie kee!

Abhi bachat ho gaee hay gadhay !, shoukar karain danday say pazeerie naheen hoe......lolzzzzzzzzzzzzzzzz

Hopefully ab aap ka 11-05-2002 ka bigRa hua mood 03-24-2003 main bahaal ho gaya hoga… :wink:

Aaaaaah! Gadhay, khoob kaha :)

joota:konfused:
kahan haisearching
kia tumhein para kese se:D