uskay lehjay meiN merey lafzoN ki pazeer'aai thi

Re: uskay lehjay meiN merey lafzoN ki pazeer'aai thi

sawaal to ye tha ke daikhooN usey ke baat karooN
aalam-e-madhoshi meiN samaa'at thi aur beenaai thi

waah waa, bahut aala!!