"user notes"

Re: "user notes"

uff yeh larki and her curiosities… jaisay koi nannha sa bacha naya naya chalna seekhta hay to wo khoob khush hota hay, har jagah jaata hay… kabhi kabhi kaheen kursi k neechay to kabhi bed k neechay phans bhi jaata hay, phir chillata hay rota hay phir jab bahar nikal jaata hay to khoob khush hota hay.… phir aakar apni Mama say itnay dhair saaray sawaal karta hay kay mama yeh q howa wo kia hay bla bla lol heheh

*Phatima, I am just teasing you siso, you are like bohat choti si kido sister to me and for that reason I have a right to tease you some times :-p *