Re: …US Rules The World…
lo jee…aik to kaniya keh rahay ho, upar say pati bhi hai. yeh pati mera kahan say tapak para! dramatic indian soap opera music meray honay walay pati dev ko to mainay kabhi dekha bhi nahin. to yeh kah ho gaya. main ab kahin bhi muun dikhanay kay laik nahin rahi dramatic music…show’s name…commercial