Re: US NE KAHA~~~MAIN NE KAHA
Uss ne Kaha dill mein hai kiya ?
Mein ne kaha hasrat teri.
Uss ne kaha takta hai kiya?
Mein ne kaha surat teri.
Uss ne kaha chahta hai kiya ?
Mein ne kaha khidmat teri.
Uss ne kaha pachtaey ga.
Mein ne kaha qismat meri…
Adaab araz hai :rotato: