us ko kya dar hai

Re: us ko kya dar hai

hmmmm

jee bhai he is

hamare bhai zinda baad

Re: us ko kya dar hai

Tumko ik film agar recomend karoon tho meree baath sunkar Kartar Singh kee copy dhoondo ya youtube par wo film hain dekho.

Phir pathoaw ke aaj kal kee film us film ke burrabr ho sakthee hain…

mera tho yeh fayslaa hain ke 1950’s 60’s kee filmen se baad jo bee bollywood se nikla wo tho zuban ke layk naheen deknay ke kabil kaisey hosaktha hain.

Allah agar muje actor kabee banatha tho mein in bewakoofon ko dekatha wo film jo Hindustan se Amreeka thak baymano ko araam na dein. :hehe:

Re: us ko kya dar hai

ash aur abhi ka couple bohut ajeeb hai

mein aik indian lerki ko jaanti houn, wo kaha kerti thi, agar abhi ash say shadi na kerta to bapu aur ask ka pol khul jata :rolleyes:

oiiiiiiiii

BM bhai aish n abhi ke bat ho rahe the ap nay to bio ke class laga lee:faizy:
bachoo ko na begaryn…