Re: Us Ki Aahat Say
lakh zabt e khawhish ke
bay shumar daaway hoon
us ko bhool jaanay kee
bay panah iraaday hoon
aur is mohabbat koo
tarak kar kee jeenay ka
faisla sunanay ko
kitnay lafaz soochay hoon
dil ko us ki aahet pee
bar mala dheraknay see
kon rok sakta hai ..
very nice…:k: