Re: URGENT!!!
jab say aap par us ka itna acha asar dekha hai…to socha main bhi kyon na use karoon?
Re: URGENT!!!
jab say aap par us ka itna acha asar dekha hai…to socha main bhi kyon na use karoon?
Re: URGENT!!!
JadooN holie jai lainDaa aaieyy gora mairaa Naaa
ab theek hay ? ![]()
![]()
Re: URGENT!!!
oh ho. I was just joking
![]()
Here *phool phainking
with gamla
Re: URGENT!!!
nikkammay log nikkammi batein ![]()
you know chai is going to be so expensive because of you guys ![]()
Re: URGENT!!!
mujh par tau Allah miyaaN naY use kiyaa hai, tum kiouN jealous hoti ho ![]()
Guzraa hooN uss gali saY aaj tau phir yaad aa gaayaa
Uss kaa woh iltefaat, ajab iltefaat thaa
Rangeen ho gayaa thaa bahut hee muaamlaa:blush:
pheNkaa jo uss naY phool tau gamlaa bhee saath thaa ![]()
Re: URGENT!!!
kisay? tumhari tind ko? ![]()
Re: URGENT!!!
oye tum nay khud hi kaha thaa iss main gora ghussao ![]()
Nikkamay tum khud ![]()
Re: URGENT!!!
Unn ki gali se guzray, ajab ittefaaq tha
Phool to unho ne phenka, gamla bhi saath tha
![]()
Re: URGENT!!!
Good one. I just posted a similar one too ![]()
Re: URGENT!!!
:CareBear:
jo jis kaabal hota hai, us ko wohi milta hai na ![]()
Shoaib is offering you a fair & lovely :halo: . he uses it too bus issi liye to khaufnaak sa lagta hai ab ![]()
Re: URGENT!!!
:aq:
aisaa kiya kar diya tha tum nay ![]()
Re: URGENT!!!
not true.. sometimes, baRaY baRay ulluoN ko baRi baRi jobs mil jaati haiN ![]()
Re: URGENT!!!
Hum to bass guzray hi thay
Re: URGENT!!!
haan
yeh chootay ulluoN kay saath na insafi hay
![]()
Re: URGENT!!!!
haaN .. kiyaa tau kissi aur naY thaa :D
Re: URGENT!!!
Jee…bilkul :halo:
Re: URGENT!!!
mere koi tind nahin
eid main ready honay kay liya polish to karwani hoti hai na auntiyoon ko
… tum ne kee thee ?
Re: URGENT!!!!
AQ: mai nay suna hai k aap ko bhi bari job mili hai so should I call you ...
US: aisay hi gaaney mai har word to nahi ghoosatay na. school mai kuch seekha bhi tha
HHL: tum nay zaroor koi harkat ki thi jo gamla para - hai na
Re: URGENT!!!
![]()
Re: URGENT!!!
don’t make faces.
munh aisa hi ho jaye ga :halo: