Re: URGENT!!!
masoom honaY par naheeN, bachaY honaY par ![]()
meri baataiN Gupshup maiN sanad kaa darjaa rakhti haiN aisaY hee jaisaY Ghalib kee shaairi urdu adab maiN
… agar aap ko baat samajh naheeN aati tau apni umer ko kiouN moorid-e-ilzaam Tehraati haiN, aqal ko kahaiN jo kehnaa hai ![]()