Urdu Word Game

Re: Urdu Word Game

***Tabiat

Qaid-e-Mausim Se Tabiat Rahi Aazad Uski,
Kaash Gulshan Mein Samjhta Koi Faryaad Uski.***

Re: Urdu Word Game

^^ pura shikwah likhay ga kia???

Re: Urdu Word Game

hahahahahahahahahahahha :omg:

ab uski ka page open hai to wahin se likhoonga naa :rotfl:

Re: Urdu Word Game

yeh

yeh ghazi yeh teray pur asraar banday…

na na na na..

yeh jo halka halka suroor hay..

nahi nahi yeh bhi nahi..

apna likhtay hain kuch..

hmm..

yeh hum nay saath barsoo’n reh k jaana
hamaray beech yaksaa’n kuch nahi hay

khizaan kehti hay dhokay main na aana
pas e jashn e baharaa’n kuch nahi hay

teri dunya sehel hay gar to hogi..
meri dunya main aasa’n kuch nahi hay..

aurrrrrr

teri farma ishain kionkar hoon poori
meri jaiboon main janaa’n kuch nahi hay

:smokin:

Re: Urdu Word Game

tahzeeb

tahzeeb-e-nawin kargh-e-shishagaran hain
adab e junun shayr e mashriq ko sikha do

Re: Urdu Word Game

bay sabab

bay sabab rooth k jaanay ki saza paae ga
tu bhi tanhaai main deewar say takraae ga

Re: Urdu Word Game

Billi tau yunhi muft main badnaam hui
Taily main tau kuch aur tha saman waghaira

bayhirss o gharz farzz adaa ki jiay apna
jis tarhan police karti hai chalan waghaira

Re: Urdu Word Game

:cb:

insaan

forum pay milay thay hamain, niklay sabhi wo jinn :devil:
hum samjhay thay hongay koi insaan waghera..
:wub:

Re: Urdu Word Game

jin ko jin he milta hai
kiun mila ga koi insan waghaira?

Re: Urdu Word Game

main jin nahi hoon bhai.. jin ka bacha zaroor hoon.. aur jin ka bacha hoon wo keh rahi hain aa kar khana kha lo.. lehaza sub hazireen o nazreen ka shukria ada kartay hoe Allah ki amaan main day kar khaksaar ijazat ka khwastgaar hay.. Shab ba Khair..

Re: Urdu Word Game

^^:waves:

Re: Urdu Word Game

Naaghaani

Urdu Word Game

Istemaal

Re: Urdu Word Game

Lohaar

Rasta

Re: Urdu Word Game

Andha ( jo nazar nahi laga sakta)

Urdu Word Game

Hahaha

Anaar :yummy:

Re: Urdu Word Game

raqs-e-bismil :smiley:

Hmmm:faizy:

Lajawab

Re: Urdu Word Game

Bari-uz-Zimaa