Urdu Word Game

Re: Urdu Word Game

ittna afsoos mat karain :( yah TV aap ka howa :D

Re: Urdu Word Game

yeh ":D" tv hai?

Re: Urdu Word Game

khushi ka izhar hay :blush:

Re: Urdu Word Game

Khushi ki waja? :stuck_out_tongue:

Re: Urdu Word Game

aap ko tv jo milla :e6:

Re: Urdu Word Game

Jahaiz k liye ya amma abba cheen lain gay? :frowning:

Re: Urdu Word Game

Jahaiz mein rakh lain aagay waqat buhat bura aanay wally hay :fatee:

Re: Urdu Word Game

TV mehngay ho rahay hain ya amma abba k khayalaat badal jaen gay? :stuck_out_tongue:

Re: Urdu Word Game

TV ka tou pata naheen leekan Masoor key daal phichlay haftay 25 rupay barh gai hay :( aur channay key daal 5 rupay

Re: Urdu Word Game

^ Aahaaa...Parchoon ki dukaan ka faida....bnda up-to-date rehta hai rates k baaray main ;)

Re: Urdu Word Game

jee :blush: bus kabhi gharoor naheen kia …aap ko zaroorat ho to mein aap ko thouk kay bhao day doon ga dalain :sunnyboy:

Re: Urdu Word Game

HELLO HELLO
SANNAN and ASHAAL:smilestar:

    :sannan:niklo tum log yaha say,yay tum logo k leay nahi

    :emmy: challo challo yahan say,shaba shaba,mahul KHARAAAAAAAAAAAB MAT KARO

Re: Urdu Word Game

Awaz naheen aa rahi hay :sannan:
aur yah kia likha hay :konfused:
Tarjuma kar dain iss ka pleajjjjj :@:

Re: Urdu Word Game

kisi lahore say puch lo
chal lo challo shaba shaba?

Re: Urdu Word Game

:konfused: ya Allah bacha aisi urdu say :hayaa:

Re: Urdu Word Game

:smilestar: yay urdu nahi pujabi hi
aqal nahe to udhar lay ao:aj:

Re: Urdu Word Game

yakayak

Re: Urdu Word Game

karahatt

Re: Urdu Word Game

tamaatar

Re: Urdu Word Game

ruhmali roti