Re: Urdu Word Game
**ab pataa chal gayaa na? lol…ham yahaN ek dusre se seekhte haiN…
aaj maiN ne seekhaa k lawaazimaat ke matlab accessories [asbaab, cheezeN] hotaa hai…maiN ne is lafz kaa matlab hamesha**** “takalluf”**** samjhaa kartaa thaa kiuN k ham aksar koii Khaatir madaaraat kare to kahte haiN k “itne lawaazimaat karne kii kiuN zeHmat farmaayii” ![]()
thankoo! :)**