Urdu Word Game

Re: Urdu Word Game

**lafz “rawaafiz” plural hai lafz “raafizi” kaa. rawaafiz us giroh ko kahte haiN jo apne sardaar ko chhoR detaa hai. muraadan vo pairavaan-e-Hazrat Ali [KAV] jinhoN ne jang-e-jamal meN aapkaa saath chhoR diyaa thaa. **