Re: Urdu Main Baat
istilaah = Terminology
abb huvee hai saheeh Islaah
Re: Urdu Main Baat
istilaah = Terminology
abb huvee hai saheeh Islaah
Re: Urdu Main Baat
ooo Qari sahab aa gaye:hula:
Re: Urdu Main Baat
How are u Anwar bhai??:)
Re: Urdu Main Baat
lolzzz
Re: Urdu Main Baat
chup!! hansna mana hai qari sahab danda maray gay..
Re: Urdu Main Baat
yaar kia qARY sahab qayeda parha tey hian yahan?? ![]()
Re: Urdu Main Baat
nahi urdu...
Re: Urdu Main Baat
hmm chalo acha hia kuch tu sikhonge..mujhey urdu perhna nahi aty.. the actaul writing in urdu niether i know how to write.. which is shamefull ![]()
Re: Urdu Main Baat
tauba chalo phar paani main doob maro!
Re: Urdu Main Baat
yaar i know i should do thtaa.. merey ghar main bhi sub mujhey yehi taney detey hian :(
Re: Urdu Main Baat
lolzz:rotfl:
Re: Urdu Main Baat
Bhindeee: aap kee Islaah kee bhee asha'd zaroorat hai...
Qari is one who do Qira't [and in general context the one who recites Quran and recites and a melodious voice]
Now, I am not a learned Qari though I occassionally do Qira't of the Quran.
Other than that you are wrong to term me as Qari while I am not reciting Quran of teaching it in this thread so far
Re: Urdu Main Baat
but some qaris teach urdu too like my bachpan kay qari sahab he used to teach us urdu too!!!![]()
Re: Urdu Main Baat
Mohtram Anwar bahee Salaam
aap k mundarja bala jawaab paRh kar Ustaad e roohani Hzt Hakeemul ummat Sahyer e mashariq Allama doctor sir Mohammed Iqbal ( rehamtullahi alaih) ka yeah sher yaad aagaya:
YEAH BAAT KISSI KO NAHEE MALOOM K MOMIN
QARI NAZAR AATA HAI HAQEEQAT MAIN HAI QURAAN.
Re: Urdu Main Baat
^
Qahaari-O-Jabaari-O-Qudoosi-O-Jabroot
yeh chaar anaasir hoN tau bantaa hai MusalmaaN
Re: Urdu Main Baat
wah wah wah, Ajee dil baagh baagh ho giya ye dhaga daikh kur.
Qibla AQ Janab, kaisai Mizaj hain?
Re: Urdu Main Baat
Ethe punjabi baat kar sak de haan? ![]()
Re: Urdu Main Baat
Kuch haftai pehlay…menay bhe yeh kahaa thaa…aur phir mein bhoolgayee thee ![]()
Re: Urdu Main Baat
Qibleee… dhaagai kai dahleez pur saaf saaf likha hai na kai faqat Urdu mai guft-o-shaneed ho ge yahan… ![]()
Re: Urdu Main Baat
Uff itne mushkal Urdu mei nahi baat karr sakti hoon i talk simpel Urdu LOL