Re: Urdu harf game
**waah…kia kahne…aap ne to saaraa jhagRaa hii miTaa diyaa is thread ko khol kar…so, ab jinko urdu meN yeh game khelne kaa shauq hai jaise mujhe hai to ab aasaanii hogii magar iskaa matlab nahiiN k ham dusrii laRii ko tark kar deN
mubaarkaaN ![]()
naa-ravaa [unacceptable] agla lafz ALIF se ![]()
**