Re: Ur mood ?
Aur jahan tak baat hai logoun mein ghulnay milnay ki, tu ajee apni personality hi kuch aisi hans mukh hai, ke sab mein blend ho jatay hain ham… ![]()
Hmm, I’m familiar of that multi quote thing cuz I have moderated many forums. Koi paindoo thori hun.. =
Bataya tu hai, apni khud ki… Bachi ko rulaao gay kya ab! ![]()
Tum bhi larki ho??
Hahah, nice dear! Oh sorry, I mean Devi maata! Ye theek hai??? ![]()