Unscientific explanations of Scientific Phenomenon

Re: Unscientific explanations of Scientific Phenomenon

lol…main ne itne gidd uRaaye k ab India meN gidd extinct ho gayaa jisse 'ajeeb o Ghareeb 'aqsaam kii beemaariyaaN phailne lagiiN :(…ulloo ko itnaa tang kiyaa k vo ‘hoshiyaar’ ho gayaa…aur…Kauwe to nahiiN uRaaye kiuN k vo Khaas mehmaan ke aane kii pesheen-goii bhii to kartaa hai! :slight_smile:

mere Khayaal se: daayiiN aaNkh = Khush-Khabarii baayiiN aaNkh = burii Khabar