Re: // UNFORGIVEN \
^ Hum thorey der ka mowka dengey…
Agar humara yaar hazir naheen hoga tho phir hum dunno faujo ko leh kaar dundeh geh yaar ko… humaree duwa yeh hain.. keh Allah … jis ne humarey yaar ko agwaa keeya hain… usko jalal e Faris se mafooz rakyee. Warna uskey hadyaa hum pees kardengey
Kyaa hyaal hain Sannan
Hum Khariat say haiN Faris aap sunaiN
Humko tho aaj char yanee 4 din ke baad anay ka mowka mila hain.
Wasiey humara naya timetable aap ko pm kardoongaa… GS zindabaad…
Pakistan Zindabaad!
Merey yaar Zindabaaaaaaad!
Pakistan Zindabaad:lifey:
no smiley please
unforgiven tashreef laiye:@: