faizy
May 9, 2006, 4:09am
41
Re: Uncle Stalker
han na . CTC main.. corporation ka warehouse hay to kiya hua .. ye “firefighter” wali position say pahlay jab emergency-response main tha, tab bhi atleast 5-6 khawateen sath main hoti theen.. aur ab to chappar phata ja raha hay..
lagta hay aap stores ki expiration notice waali type ki zehain main rakh kar ye hamla kar rahay thay
Re: Uncle Stalker
faizy:

oh tum loog ussay Chappar kehtay hoo
Sharam karoo - yahan chunni munni bachhiyaan aur bachhay bhi atay hain
faizy
May 9, 2006, 4:13am
43
Re: Uncle Stalker
LOOOOOOOOOOLZZZZZZZZZZZZZZZZ!
koee baat nahi baba, koee baat nahi .. insha-allah aapka chappar bhee phatay ga, allah bayniyaaz hay
Re: Uncle Stalker
abay ab tu phatt phattaa kay barabar ho gaya hay
sirf parchi lagi hui hay “YahaN kabhi Chappar thaa”
faizy
May 9, 2006, 4:17am
45
Re: Uncle Stalker
“kamaitee waalon ko pasand aaya to wo phaar ke lay gaye”
?
faizy
May 9, 2006, 4:19am
47
Re: Uncle Stalker
koee baat nahi.. kamaitee waalay jab ayengay to aapko bhee paish karaingay
fghd
May 9, 2006, 4:20am
48
Re: Uncle Stalker
paisey bananay ka tareeqa koi tum say seekhay
Re: Uncle Stalker
tumharay liyaay aik lateefa post hua hay - in Jokes
faizy
May 9, 2006, 4:24am
50
Re: Uncle Stalker
got it :biggthumb thanks ..
Re: Uncle Stalker
Oh yes I do! and I will too!
Next time. You watch.
No more misses nice Mod!!