Unbelievable

Re: Unbelievable

Tou phir iss kay liya kuch special na ho jaey - aap kay tou haath main hey na :wink: Chari Ghumaeya aur bana deejiya uss kay 15K - magar kahin aisa na woh khud hi apnay 15K daikh kar bay-hoosh ho jaey :faizy:

:smack: Wisay Main subah say laga huwa houn kisi tarah meri 50 post hi nahi ho kar day rahin - kay meray 5K ho jain :hula:

Koshish tou kar raha houn kay Pooray kar ka hi uthooun :nuch: – Still 27 to go… :stuck_out_tongue:

PS:
Ehsan bhai’s thread is going to be a good platform for Flooding :hehe: