kahaa jaata hai k jodiyan aasmaanon mein banaaei jaati hai ... i.e. qudrat ka kaam hai .. kon kis se milta hai aur un ki shaadi hoti hai .. chaaeye koi bhi kitna kuch karey ..
so its not really funny or anything .. aakhir kaar khudaa ki makhlooq mein khaamiyan kiyon nikaalo .. paagal he hain woh jo khudaa ki makhlooq mein khaamiyan nikaalein .. khudaa ne sab ko banaaya hai ..however he wants and no one can change it .. so gor goodness .. shukar karo ke khudaa ne tumhein aur insaan banaaya hai aur *kutta billi nahi .. * :)
i'm khota. nice to meet you.