Re: Unarranged meet: LUC|MKD|P@gl!
LUC ka wo Veer Zara kay gaanay wala hisaab hai kay…
*main yaha hooN, yaha hooN, yaha hooN, yahaaaaaN
UK ki sab guppiaN jab bhi baahir niklaiN, idhar udhar, agay peechay dekh kar chalaiN.
LUC kissi bhi waqt naazil ho sakta hai, koi pata nahi kal ko luc UK ka maana tareen BATWA-CHOR ban jaye ![]()
*