Re: ummi…
It seems like that the dude apni maan sey jhagar kar ghar sey gaya tha lekin achanak maan ki tabiyet kharab ho gayi aur hospital mein admit hona para. Phir woh apney bachpan ko yaad karta hua Hospital jaata hai aur rota hai aur maafi maangta hai. Phir uski maan usey maaf kar deti hai ![]()