Umer579 sagirah Mubarak

Re: Umer579 sagirah Mubarak

fit baat ke hai app nay :smooth: :smooth: :smooth:

abb choon k humara ilm kafi zerkhair hai to kinti fees rekhi gayea :hehe:
k sub ko fakher ho k hum say perha hai…aik do lakh dollar to faki reheya ga na :hmmm:

ps. app bhi class ke aisi lerkyoon ko chunti thee…yahan bhi kuch aisa he haal hai…khub acha baycharoon ko pass kerya hum nay :wink: