Re: Umer579 sagirah Mubarak
Bilkul meri ami ny aik bar kaha ky agar dosron ko sikhao tu insan seekhta hy. Os ky Agar main kissi mazmoon main kamzoor hoti thi tu class ki kamzoor treen larkion ki madad kerti thi ab yad ata hy waqaai yeh gur kam kerta tha. Very Good and Must idea( Ab ky tution fees bhi rakhin gy)
PS: Andhon main kan araja ka matlab tab hi samjh main ya tha mujhy X2 kahan hy kafi dyr sy nazar nahi a raha:smooth:![]()