Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
tau kiyaa khaleel khaan kee FaakhtaaieN parvaaz kar gaeeN
?
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
tau kiyaa khaleel khaan kee FaakhtaaieN parvaaz kar gaeeN
?
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
theek hi hay …
daikhnay main bhi theek hi hay bass…
haan agar meray peechay ziaada pari wo, and if she offers me to marry me, then I will daikhoonga, sochoonga … kal parsoonga keh doonga …
YESH I do ![]()
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
![]()
do come with salees urdu… itni mushkil se hum ne urdu seekha hai.. aur tum itna muskhil urdu bolta hai…
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
dada jee… jub YES he kehna hai tu phir itna sochny ke kya zaroorat hai.. ![]()
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
apun boltaa naheeN.. farmaataa hai ![]()
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
general k baaray main knowledge mat rakhna ..watch list main aajaogey ![]()
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
bhai miyaaN boss! yahaaN par kissi cheez kee bhee knowlege honaY par watch list maiN aa jaataa hai bandaa:)
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
zaroorat hay bawa,
agar fatak say yes keh dia to apun ki value down hojati hay,
samjha karo … balkay sekho smashing
tarpaanay and tarsaanay ka apna alag maza hay …
arz kia hay:
Hosh walon ko khabar kia, dil lagi kia cheez hay
Ishq kijiay phir samjhiay, zindagi kia cheez hay …
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
log list ko bhi watchtay hain ? :s
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
hamari tu hasrat hai… k kisi rooz khabarnamy se pehly aaye Anwaar bhai ka farman hai ![]()
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
Aisa karo... Nacheezoo'n ki knowledge rakhna shoro kardo ... problem khatam :)
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
lol… seekh he tu raha hooN…
laiken itna na soocha karyN… pehlay se aap k guTno maiN dard hai.. ![]()
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
issi liye tau aap saY guft-o-shuneed kaa silsilaa baRhayaa hai :D
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
Naheen … List logoo’n ko watchti hay ![]()
kiya haal n Chaal hain ???
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
Rah O rasm barhhnay ka shukriya…banda Nacheez is qabil kahan ka aap say mutaklalim honay ki jasarat karsakay ![]()
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
kioN??? :aq:
mujhay pata nahi thaa k tumhara pichla record itna kharab hai…
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
Kabhi aagay ka bhi soch liya karo ![]()
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
hum tu straight forward log haiN… jo thaa wo bata dia… aur waise bhe jo log peet pechay buari nahi karty… unko aagy manzil tak raasta saaf milta hai.. :k:
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
^Apni philosphy yahan mat jharro warna raasta ganda ho jaaega :p
Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah
bus hamari aur tumhari philosphy maiN yahi farq hai… ![]()