Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

aur yea k hamaay har cheez gol gol nazar aati hai :mudhosh:
baal saaray utartaay jaa rahay hain
takhnaa mein kuch crack sa parR gayaa hai
galaa kharaab hai
lungs mein hawaa bhar gayi hai

Baqi hum bohat saihat-mund hain :mash:

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

:vivo:
aik to main har thread main late pohonchti hoon

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

itta bara board laga howa hay baahar ... phir ham q na aaiain ander snootzee

**Sadafed,
**cycle chorain, rickshaw par aaya karain :-p

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

mein to aa hi nahi paa rahi hoon
lol at confused :omg: mein appartment mein rehti hoon farm per nahi

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

mashAllah kafi sehat maind hain aap to abhi tak … warna umar kay iss hissay main to logon ka haafza, haazma, chalna, phirna, sochna and samjhna sab kuch hi fail hotaa hay :s

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

aadat ho gayi hay jaanwaron ke beech rehtay rehtay ..

chalain, insaan lita-dainay-waalay-level ka bhi available hay :wink: aap razi to hon pehlay jullab denay par ..

modem bhi kiya yaad karay ga :faizy:

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

tu aap ka tu yea sub kuch fail ho chukaa ho ga ab tuk afsos say poochtay howay
guzaaraa kaisay kartay hain :bummer:

:naak:

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

lo ji
tum logon nay apna siapa shuro kar dia mere thread mai. :naraz:

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

in ki to yehi aadat hai..
har jagha apna patara khol ke baith jaatay hain

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

:devil:

awaz di tum naaaaay
hum aaa gayeeee :whistling:

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

afso na karain, spare parts zinda baad :-p

**
Sadafed, and Sajaled Bajis,**

agar mabadolat na hoon to iss dunnia main yeh ranginian and yeh chehchahat kaisay hogi … theek hay main go went gone narazed

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

jungle hai aadhi raat hai lagnay laga hai dar…

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

:nuch:

bijinesh ka time ho gayaaaa

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

chalo aaram say betho

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

ye kese kese log aatay hain idher??? :eek:

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

lakin spare parts 2 numbry aatay hain na :bummer:
aik leg choti aur aik barRi

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

:rolleyes:

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

apko kia hua mere bhai?

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

bus aisay aisay hi aatein hai aaj kal
pasand ki company daikhi aur ghuss gaye beech mein :smiley:

Re: Umeeeee Zafirrrrrrrrrraaaaaaaaaah

ohhhh hooooo ho

chehraa itna haraa haraa kyon ho rahaa hai :bummer: