Re: Umar
^ Ji main buzrogon ki baat kabhi rad nahin karta. ![]()
Re: Umar
^ Ji main buzrogon ki baat kabhi rad nahin karta. ![]()
Re: Umar
Ehsan uncle aj bhut yaad arhay hai apko :@:
Re: Umar
^ Ehsan uncle ko hum bhoole kab thay?... Hum to dinosaur ke zamane wale buzrgon ki baat kar rahe thay.
Re: Umar
Woh buzurg to dinasaur ke sath he dunya se fanna ho gaye :@:
Re: Umar
log marte hain baten zinda reh jati hain.
Re: Umar
ap ko kis ne kaha chotti si umer..dino saurs in se pait dard ki dawai lene ate the :@:
achaa ji, yeh humein nahin patha tha. So Waleed mia waqai buzurg hain!
Re: Umar
Meri baatien bhe ap yaad rakhna ![]()
Ab pta chal gaya uncle ![]()
Kisi aur ko mat btana ap ![]()
Re: Umar
Meri baatien bhe ap yaad rakhna :@:
Allah aap ko umr e khizr ata farmae. shalaa jawanian mani.
Re: Umar
Allah aap ko umr e khizr ata farmae. shalaa jawanian mani.
Insha Allah .....Aur Allah apko bhe lambi umar ata farmaye
Waisay shalaa jawanian mani ka matlab puch skta hon :@:
Re: Umar
‘Shalaa jawanian mane’ Punjabi song hai, jo Madam Noorjahan ka debut song tha.
Matlab to mujhe exactly nahin pata per yeh dua hi lagti hai ke aap apni zindagi bharpoor tareeqe se guzaro.
Re: Umar
Wow such a nice song never heard if it before
Shukriya Bro and Same to you as well ![]()