Chai pinai sai Aqal nahi aati, aqal k liye coffee pini perhti hai
Re: umar ke kis hisay main akal aati hai?
Thanks I shall try that ![]()
Re: umar ke kis hisay main akal aati hai?
jab aap 35 key ho jaatey ho tab aqal aatee hai :k:
Aur agar bunda 70 ko ho jai too
to doosri baar aqal aatee hai ![]()
version update hota hai :k:
Phir mubarak hoo bhai Kaun aap ko aap ke version update per ![]()
Re: umar ke kis hisay main akal aati hai?
kuch logon ko sari umar akal nahin ati ![]()
kaha na sonai k baad 1 coffee aur jagnai sai pehlai aik coffee pi laina 4 din mai
aqaal aa jai gi