umar ke kis hisay main akal aati hai?

sahi keh rahe ho shair mian

jab tak aqal darh nikalte waqt dard na ho aqal nahi aati

mujhe dard nahi hota is liye mujhe aqal bhi nahi aye gi :bummer: