HH kia sense of humour paya hai aap nai…ek dum :p…han han jab khud kee shakal aiseee ho na to phir doosron ko bhi bolnay ka dil chahta hai …kion ab sahee hui na baat
Ammi say milwa rahee ho …Yanee tum razee…aray logon dhundo dhundo kazi
tum se ziada aqal hai meri khopri mein
meri shakul tum se lakhhhhh derjay ziada achi hai :love:
ammi se milwaon gi zaroor takay tumhari achi tarah se pitaaai ho jaay… aur Razi ho gi meri jooti :kaboom: samajhtay kia ho apne ap ko tum!!! Idiot… maiduk
Achaaaaaa jeee aisa!!! tumharee shakal aur acheeee ho heeeee na jai
aray bas baba ab ziada sharmao na…ab milwa daina ammi sai…itni jaldeee bhi kia hai ;)…waisay mai samajh gia hoon jooti ka matlab…ahem…bata doon?
Pagal Bhai…aap mujhay achay khasay maqool insaan maloom hotay hain…kion falto time barbaad kertai ho yaaaaaaaaar woh bhi HH jaisee cheezaon per … wasai bhi woh apni jooti samait ammi sai milwanay per razee hai … kia samjhay
Aray phir wohi…kitnee baar kaha hai k sirf meray thoree hain bachay … acha jeee ab mai seriously soch raha hoon k ab tum ko tang wang kerna band kar hee doon…laikin us ki kuch sharait hain …pehlay to aap yeh golay aur bailan barsana band karain…mera sir kachur kumma ban gya hai…doosra aap ki salwatain jo hain woh asmaan sai batain ker rahee hotee hain…plz in ko achay alfaz mai tabdeeel ker dain…last but NOT the least…atleast ek haftay tak aap mujh is tarha baat karain jaisai…bachon k waldain ko apas mai kernee chayeh ;)…kion manzoor hai?..I hope aap yeh challenge kabool kernai ki himmat zaroor karo geee …akhir to HH ho
dekho meri aur tumhari larai ki shuruwaad tum ne ki thee…khair jo bhee hai… tum ye baar baar bachon ko dermiyan mei la kyon rahe ho haan??
jub dekho bachay bachay ki rut lagayee hotee hai aur tum se achay tareekay se baat kurti hai MERI JOOOTI GOT IT?? mujhe kia zarorat hai tum se meethay lehje mein baat kurne ki?? haan bolo bolo
mae tumhain hameesha ki tarah maindulk, stupid, idiot, gadha, ullu, bander kahoon gi!! :kaboom: aur tuumhara kachumer bana kur hee dum lon gi
HH aap ko mubarak ho…hum nai aaap k reply sai muttassir ho ker aaj sai aap ko tang na kernai ki than lee hai…
:)…HH Yar im very sorry if any thing I said hurt or offended you or any thing, I never meant it!.. and now I want to live with you on GS like good friends…manzoor?
And just as a token of gratitude for resisting me and my crap :)…I dedicate this lovely poem to the One and Only…HeartHacker !