uljha hoa dhaaga !

Re: uljha hoa dhaaga !

maslay wali larki kay haat kay masalay walay dahi baray :slight_smile: aap nay tau meetna nahi kabhi chalo dahi baray (ballay) hi DHL kar do :smokin:

Re: uljha hoa dhaaga !

helloooooooo :D

Re: uljha hoa dhaaga !

baarish....yaha to garmi hai....pak main barish horahi hai yaha mera dil jal raha hai per barish se mujhe hamesha....meri frends ki yaad aati hai:D

Re: uljha hoa dhaaga !

^hmm may b a very special 1

Re: uljha hoa dhaaga !

jitnay maarzee anjaan ban jaain udhaar to mera phir bhi cukana peray ga : P ye bohat porana tareeqa hay jaan churanay ki : P

CB > tumharee yadasht ko wapus lanay ka ik tareeqa mujhay ata hay ; )

P_k > mausam ki adaaon ka insanoo per hee asar perta hay billi chohay per to pernay say raha :stuck_out_tongue:

DM > app ko dekhnay ka dhang nahi werna dhaaga bohat acha hay barbie

IQ > bahi baray say mujhay sakht ikhtilaaf hay achay khasay BAROON ko dahee main dboo ker kha jatay hain koi BARoon ki izat or ahtram hee nahi smilestar

Re: uljha hoa dhaaga !

:bb: