Re: ujh ko dushman ke irado pe bhi pyar ata hai…!!
koi shak nahi, dost sab say bara sahara bantay hain, lekin unki sunta kon hai us waqt? un kay mashwaray aur batein buri lagti hain us waqt apko…har waqt be wafa insan ko yaad kar kay khun kay ansoo rotay rehna, lekin dost kay mana karnay aur samjhany par kon baz ata hai?