ufffff

Re: ufffff

Yeh Motay Moti logs… :bailan:

Subah ghar say sirf aadha glass paani pee kar chala tha… Office pohanch kar Cafeteria fone kiya to uss ney kaha kay nashta 9:00 bajay say start hoga :bummer:

Abhi tak khanay ka time nahi mila hey :crying:

:blush: But now I am going to order a Large Pizza :yummy:

:k: Dubai Dubai hey aur Dubai kay Guppies ki kia baat hey… :k: :lajawab: