udaas mood

mera b dill aj boht UDAS HAY:teary3:

BARI UDAS HAY ZINDAGIIIIIIII

KOI TO …

Re: udaas mood

zindagi

hansney gaaneey ki liye hai

pal do pal

isey khona nahin kho key rona nahi

Re: udaas mood

kabi kabi dilbina kisi reason k udaaaas hota hai

Re: udaas mood

to kabhi bina kisi reason key hans bhi liya karo :tubelight:

life is short

enjoyyyyyyyyyy:yahoo::yahoo::yahoo::yahoo::yahoo::yahoo::yahoo:v

Re: udaas mood

yah i m enjoying my life wid full hart n soul as well u dont worry i m soo happy

Re: udaas mood

now Im really not worried

way to go gal…

HMMM U R WRITE

Re: udaas mood

I though it was Udad Mod :stuck_out_tongue:

Re: udaas mood

hi DM salam h r u?

Re: udaas mood

w.salaam. Alhumdulillah fine how u doin..

**
Han bas puthey mashwarey tu tum jaisey seedhon ko hi dainy chahey:P**

Re: udaas mood

chocolate khane ka bahana acha hay

Re: udaas mood

where is that udaas bulbul-nee?

Re: udaas mood

? posting :eek:

Re: udaas mood

awww wah wah wah

:phati:

Wah , wah , subhan allah , mukarar Irshaad.
Kia tarab hay aap k shair main.
Allah karay zoon a sukhan aur ziada.

Re: udaas mood

kitna fazool thread hay yeh

Re: udaas mood

dil kabi kabi boht ziyada udas tb hota hai jb ap k boht close person ap se door chala jata hai

Re: udaas mood

kabhi kabhi ki rat band karo:smack:

tum itney dinoon sey yahi keh rahi ho:naraz:

come out of it :smilestar:

Re: udaas mood

chiclate karwee hotee hay hoonh

to app ka kia khiyal hai ..sub kuch bata doon ..hath paaon katwa loon ?

app to khud ik sawalia nishaan hain ..jis ko abhi tak jawab nahi milla ..mujhay kia mashwara day rahay hain smilestar …

waisay dada jee..munzil per pohanch ker hee munzil ko khoya hai..woh kia shair kaha hay problem girl nay

hum woh musaafir hain
jo saare kashtiyan jala k
munzil ka pata bhula baithay

ab to waysay hee adat ho gayee bay nam rastoon per awara gardee kernay k …munzil nay milna hoa to khud hee rastay us teraf lay jaain werna …agar qismat main musaafat hee hay to phir koi kia keray : )