udaas mood

Mohtarma , jab manzil door kaheen khonay lagay aur rastay madham hojain to yoon veeran raah par akailay pann kay khof say jee ghabraanay lagta hay… aap manzil ka taiyunn karain, rastay khud bakhud saaf suthray nikal aiangay…

aur haan ap ko ishq nahi hosakta, ishq mushq sirf dil walon aur jaanbazon ka kaam hay
Adaab arz hay … DA