u know what?

Re: u know what?

mohtarma ye kaash kehna insan ki jabillat maiN hota hai, agar ye na hota tau insan kabhi taraqi ki manzilain nai tay kar pata wo chahay zehni bulandi ki taraf ho ya dunyavi umoor maiN. kaash kehna bohat zaroori hai, farq faqat itna hai ke sahi muqaam aur sahi shay ke liye kaha jai.