--Two More Liners...

Re: Re: Re: --Two More Liners…

thode se :smiley:

:rotfl: wah wah wah kya baat hai :smiley:

:rolleyes: oh me galti se kisi aur forum pe a gaye..:slight_smile:

ARZ KIA HAY..............:D:

*main chala main chala,ser pay bandhay kafen
moat ki rah main,Tata Tata ay jaan-e-Men

*AA tujhay mazay chakhaoun zindegani k
Umer main baraber hoon teri Nani k

Thokar Kha K Sambhalnay Walay, Yahan Jeet Hai Teri Haar Nahi
Ye Matlab Ki Hai Dunya Sari, Yahan Koi Kisi Ka Yaar Nahi

Arz Kia Hai

Thokar Kha K Sambhalnay Walay,Yahan Jeet Hai Teri Haar Nahi
Ye Matlab Ki Hai Dunya Sari,Yahan Koi Kisi Ka Yaar Nahi

aap kay pay darr-pay hamlon kay baad I decided to not to come into this section!
The reason I decided to open a light and funny thread with shairi was to cheer people …have some smile on thier faces, and to promote the funny shairi as well!
But it looks you don’t like it…so if people doesn’t like, then there is no point to carry on it!
you can enjoy all shaiti in the section :slight_smile:
ham chalay :wave:

and thanks to every one for wonderful shairs, who brought smiles to me :slight_smile:

no no no plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz itna maza to aa reha hay plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz:(

mane us ki yaad main ro ro kar tub bhar diya
woh bewafa (batmeez) aya aur naha kar chal diya

:D

aj kal yahan kiya kar rahy hain app:p

:mad:

bhar main two liners :bailan:

woh aaye iss dhagay maiN, Azaab-e-Ilaahi hai
Kabhi hum dhagay ko, kabhi Ata bhai ko dekhtay haiN:bummer:

azaab-e-Ilaahi ban gaya hai aaj kal kae dor maiN har koi
ankhain dhoka dene lagi haiN ab rehmat-e-ilaahi ko perhaknae kae liyae :hoonh:

Ok…awaam kay bay hadd israar par ham mabadolat ba nafs-e-nafees khud Tashreef ka tokraa iss koochay main laayay hain…Tasleemat :snooty:

sab ka shukria wukria bhi…

aik adadd taaza sa shair sab kay moonh par maarta ooon…

"Jaanay q log mohabbat kia kartay hain…
dil kay badlay main phone ka bill dia kartay hain…:hoonh:

^bhai:hoonh:

durr sey dehka to sher tha **
durr sey dehka to sher tha
** is hi liyeh mey qareeb gaya hi nahin
:d:D:D:D:D

:rotfl: :rotfl:

ok…
aik sab kay moonh par maarta hoon Mr Jaidii ka hay…

Nakaam Mohabbat ka har dukh sehna
Harr Haal main anjaam say dartay rehna
Qudrat ka bara inteqaam hay jaidii’
Mehbooba ki aulaad ka Mamoon kehna :silly:

^:hehe:

LOL!:k: good one:D

aur bhai:hoonh: yeh sab key mooonh per kion maartey hein ?:bummer:

I was looking for this one … mujhay sirf last line yaad reh gaie thee:D

thanks for reminding:hehe:

it’s a classic :biggthumb

hello everyone..i am new here. aap ke liye kuch sher, hope u ppl like them.

Kon kehta hai ke mera mehboob ganja hai
kabhi chand pe bhi baal hoa karte hein??

...................................................................
Meri yeh arzoo meri hai tamanna
tu mere ghar ae main teria latta panna

...................................................................
main ne usse dil diya dildar samajh kar
zalim ka bacha kha gya naswar samajh kar

...................................................................

Jee chahata hai ke tere nazuk honton ko choom loon
Magar teri behti hui naak se darr lagta hai
..........................................................................

ek ghazal

Main shikar hon kissi aur ka muja marta koi aur hai,
muje jis ne bakri bana dia woh to bheriya koi or hai.

Kai sardian guzar gein main uss ke kaam na aa saka,
main lehaf hoon kisi aur ka muje aurta koi or hai.

Muje chakron mein phasa diya muje ishq ne rola diya,
main mang tha kissi aur ki muje mangta koi aur hai.

Mere raub mein to woh a geya mere samne to woh jhukk gya,
muje laat kha ke hoi khabar muje pithta koi aur hai.

Jo garajte hon woh baraste hon kabi aisa hum ne sona nehin,
yahan bhonkta koi aur hai yahan kathta koi aur hai.

MORE COMING SOON.

lolz yeh acha hai :k:

Re: --Two More Liners…

:smack: