TV actor Fahad Yousaf Khan (Sooraj) - introducing myself

Re: TV actor Fahad Yousaf Khan (Sooraj) - introducing myself

:lajawab:

Abhi pehla link dekha hai.. jiss main Ayesha Omer hosting kar rahi hia… ada kari main natural pan lanay ki sakht zaroorat hia… warna showbiz main mazak ban jao gai…

meri rai aur tajweez yeh hai kay jo shoba apka pana hai.. ussi main johar dekhaye… acting main time bar bad na karain… :chai:

Ramadan Mubarak…