I know
so i’m Maha Nalaiq ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
^:rotfl: hahahahahaaaa
Tussi aaj barey ice cream kaathe he jaa rahe ho ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
thank you jee
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
^tussi the barey polite ho
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
ooooooooooo bongy iska matlub hay tussi baray waday jokar hoooo
Tussi baray meri ice cream key taraf daikh rahay ho ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
@Killere: hain???
Aap hai kaun??
aisa mujhe kyun lag raha hai ke tussi barey jaane pehchaane ho ![]()
@Sannan…tho share karo na…barey selfish ho ![]()
Yah lo Dude kai yaad karo gi ![]()
mein to inn multinick walooN say buhat tang hooN … pata nahin aik nick say keon baat naheen kartay
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
^haina dude…tumko bhi laga ke ya multi hai ![]()
Warna isko kaise patha ke mujhe urdu achchi tarah se nahi aathi
chori pakadi gayeeee ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Idhar to bari bari choriaN pakri gai haiN Dude ;) .....
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Achchaaaa...aur kya kya pakri gayi??? bataoooooo
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
DD nay jo pakri hay ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Haaan...par woh tho nahi keh rahi hai ke kisko pakra hai???
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
woh aaj batai gi puray gang ke details ![]()
Leekan agar uss ko kid nap nah kia gia tou ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Kidnap…chal oyeeee…yeh GS hai…Afghanistan aur Iraq nahi hai ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
U to kaheen larka naheen ban gaiy ho ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Lagta hay Baychara killer to dil bardashta ho kar kaheen doobnay kay liye challa gia hay ![]()
^Haan…shaayad…![]()
Main larka kyun bana ab??? ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
Tussi key habits larkooN walli hain ![]()
Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~
woh tho hai :o ab me kya karoon ![]()
I have too many guy friends…tho main bhi kabhi kabhi larka ban jaatha hoon ![]()