~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

Re: I AM ??? AND I AM ???

i am IS and
:wave:
take care
b happy n keep smiling alwyas
kaha suna muaaf kar daina aap
fi amaan ALLAH
shab ba kher
ALLAH HAFIZ

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tusi me ke bhai ho :@:

Re: I AM ??? AND I AM ???

U R IS and Allah Nigehbaan :waves:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tusi 24/7 poster ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussii job pe ho :D

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Thank for reminding :p
Tussi ghar pay ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

haN na…raat ke 1:12 par aur kahaN huNgaa…haN, agar meraa peshaa chorii hotaa to maiN bhii si waqt “job” par hotaa…sochtaa huN yeh profession bhii try kar ke dekhuuN :smiley: rata ko ghar se job pe jaate huye Bhabhi lunch box dekh kar kahtiiN…apna Khayaal rakhna…haDDii paslii bachaa ke jaanaa kisii ke ghar meN :wink: :smiley: :rotfl:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Ab yeh tou bnday ki sharafat per depend kerta hai k woh chorri keray ya ghar rahay :smiley:
Raat ko lunch box? Haan Tool box day detin doors kholnay k liye :omg:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi baray pagal ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi aj gusse mein kyun ho :emmy:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi baray dumb ho :barbie:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Simii ko askaa tha:

Tussi aj saweray saweray kithay???

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi baray taiz nah bano :aj: I"m in angry mood today :barbie:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi se to achi hoon :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Kya hua? PM aa gaya phr koi?? :hehe:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

game mein tussi baray likhna hay :barbie:

naheen :barbie:
tussi baray swal poochtay ho :snooty:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Ik wari jawab tay day dyo :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

mujhay jawab daina aata to primary pass nah kar laita :teary3:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

I know you used to solve paper as:


Q:Pakistan ka sb say barra shehr kon sa hai?****

Ans: Sb say barra shehr hai Pakistan ka kon sa

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Thanks :blush:
tussi baray naqalchi ho :sunnyboy: