~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

Tussi Baray Masjid di Jotti Chore Ho :shoaby:

Tusssi Baray Anmol yaar ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

^ oooooh

Tusee baraay achaay bhangaray walle ho! :aejaz:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi Baray Acha Dhoolchi ho :aejaz:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tusee baraay achee Pakistani ho! :jhanda:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:lifey:

Tussi Baray Maskay Baaz Ho :shoaby:

Tusssi song wallay thread mein maira post kia howa New Song Keon naheen daikhtay ho :naraz:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

dekha hian lekin comment naheen keeyaah :bummer: mein abee ja klar kuch sauch kar liktah hoon :@:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi Bara sochtay ho :konfused:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

@Faris
Tussi Baray Yaar Baash Aadami ho ......

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Wo kyaa hota hain? :bummer: :konfused:

Tusee baraay achaay zabaan ke comander ho :salute:

:aliyish:
Youn kaho Tussi baray Achay Zaban DaaN ho

Yaar Baash ka matlub hay ghulnay millnay walla banda friendly person … yaaroon ka yaar …

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Yarroo ka meh yaar… dushmano ka dushman de danadan! :aejaz:

Tum bohath achaay topee walle ho :k:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

will u believe i wanted to write the same words but just left for you .....
John Jonny Janar Dhan Tara Rump pum runp pum

Tussi Baray Achay Karigar Ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:hehe:

Tusee baraay ache yaadast tazee karteh hoo :wink:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Tussi Baray Teez Yaad dashat wallay ho

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

tussi barey chalaak ho:snooty:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

@ Rabika… bhen tum ko kis ne nalaayhk kahaa… school jao aur kelo seekho to phir tum be chalaak hojao gee hainah :omg:

@ Sannan :hehe: kaash meree yadaast hotee muje to apna aslee naam nahee atha :silly:

Tum to baraay achaay shareef aadmee ho :@:

Tussi Baray Nalaiq Ho :lb:

Tussi Baray Nikamay Ho :stuck_out_tongue: