~**~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~**~

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

me off now ppl

Allah hafiz:waves:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

AH

LP

ab so jawoo:ASA:

aur shaam tak soti mat rehna:nessy:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

soocha sirf 20 min aankh laga loon

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Take care LP :hugz: AH

:aliyish: 4 ur kind words Dude :lajawab:

Tussi Baray Mazakh kartay Ho

:bummer: haan G kuch under world kay logoon say Dhamkian mill rahi hain :cryb:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Thank you sooo much

Tussi barey mere avi ke peeche kyun parey ho?

haan haan Bhai ja raha hay to challi jao bcoz mein nay phir u say kuch poochna hay :asa:

Kaheeeeeeeeeeen pyaar nah ho jai … kaisa song hay yah :5:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

^kaunse song?

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Kaheen pyaaaaar no ho jay song :shireen:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

kahin gala kharab no ho jaye sannan:hehe:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

bohut silly song hai....pyaar nahi hogaaaaa

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:omg:
Agay he muhallay wallay kahtay hain kah koun subah subah ittni manhoos awaz mein koun roota hay :bummer:
Aab ittni bhi kharab awaz naheen hay mairi :crying:
haan shayad kuch ziyada he dard hay me kay gallay mein :xeno: u know Souz

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:omg: ur funny pal

keep on singing :biggthumb:

eik din tum buhut baray star bano gey:k:

Iss umar mein ho bhi naheen sakta :shireen:

Muhallay walloon kay hathoon say bachooN ga to Na :bummer:
:fatee: Waisay aik muhallay Walli AmaN Bi kah rahi thi acha hay bachay raat ko bhi ga lia karay Choor naheen aaiN gay :cryb:
Bus yaar fankarooN kay sath yahi kuch hota hay :crying:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

What do mean :emmy: main pyaar karthi hoon…aur deewano ke tarah..par tumse nahi :emmy:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

:omg: me aur piyaaaaaaaaaaaaaaaar :omg:
Yah lafaz mein nay khurach KHurach kar apni Dictionary say urra dia hay :shoaby:

Waisay piyaar pagal he kartay hain :shireen:

BTW Piyaar hamaisha chupa kar rakhna chahiye sar-e-Aam churcha naheen kartay :nahi:

Re: ~~ Tussi Baray ----- Ho ~~~~ ~~

Haan…woh tho hai…maine kab kahan ke u pyaar karthe hai…ur still a nawty boy…tum sirf sharaarthi karthe ho…:cb:

Maine tho u ko yeh nahi pathaya ke kaun hai aur kahan hai…sirf ye kaha ke karthi honn…sab karthe hai…pyaar kiya tho darna kya :5:

:tomato: u r right … jub piyaar hota hay to Aadami kissi kaam ka naheen rahta aur har waqat :bulbuli: and dreams :sleep:
Mein Aisi he theek hooN :yahoo: :shoaby:

Me ko pata hay koun hay woh :hmmm: Pakistan say hay na :wink: